Friday, 5 August 2016

Wuzu Ka Sunnat Tariqa Wuzu me kitne farz hote hai


Wuzu Ka Sunnat Tariqa Wuzu me kitne farz hote hai



Pyare Aqa swallallahu alai hi wa sallam farmate hai ke wazu me 4 farz hai,

1.Chehera Dhona: chehera yahantak dhona ke, apne balo ki ibteda se leker thuddi ke niche tak aur ek kan ke lov(corner) se leker dusre kanke lov tak
2. Apne donu haton ko koniyoun sameth dhona
3. Chauthayi sarka masa karna
4. Apne donu pairon ko takhno sameth dhona

Ye hai Wazu ke 4 Faraiz

Farz use kehete hai jise karna zarori hai aur uske bagair wazu
mukammil nahi hota,isiliye jab aap wazu karte hai to zyada ahtiyath
rakhkhe ke jo hisse(parts) wazu me dhona farz hai use achchi tarikhe
se dhole warna wazu nahi hoga aur jab wazu hi nahi howa to namaz bhi
nahi hogi.
wazu ki niyath

"Bismillaahi wal hamdu lillaahi Ata wadda'oo lirafayil hadas"

yun to wazu ki niyatein buhat sari hai,usme se ek ya bhi hai. Apko jo
ati hai woh padle magar wazu ki niyath karne se pehle"Bismillaahi wal
hamdu lillaahi " kheliya kare kyun ki

Pyare Aqa swallallaahu alai hi wa sallam farmate hai ke "jo shaks wazu
shuru karne se pehle Bismillaahi wal humdu lillaahi" kahega to Allaah
azzawajal,use jab tak uska wazu bhakhi rahega tab tak uske namaye amal
me pal pal nekiya ata farmayega chahe woh kuch ibaadat kare ya na
kare"
dekhiye sirf thudi si tawazzu deker agar hum wazu ki niyat karne se
pehle " Bismillaahi wal hamdu lillaahi" kahe to hamare namaye amal me
bhahut sare nekiya milenge

Wazu ka tarikha
Wazu shuru karne se phele wazu ki niyath karle: Jise wazu ki niyath
Arabi me ati hai woh Arabi me karle aur jise nahi ati hai woh sikhne
ki koshish kare aur sikhne tak tho woh apni zuban me karle aur apni
zuban me istarha kare "Ya Allaah my wazu karta hoon paki hasil karne
ke liye" agar hum itna kahe to hamari wazu ki niyath ho jayegi magar
Arabi me karne ki koshish kare kyun ki Arabi me niyath ya dusre
duwayein karna woh bhi Pyare Aqa swallallahu alai hi wa sallam ki
sunnath hai aur

Niyath karlene ke bad apne donu haton ko pahunche (Wrist) tak dho
lein: agar aap anghoti pehne hai tho ye khas khayal rakkhen ke anghoti
ko bhi harkat de,ta'aki anghoti ke peechewali jo ungalika hissa hai
woh bhi bhig jaye kyun ki uska bhi dhona farz hai aur us hisse ko nahi
bhigayenge tho hamara wazu nahi hoga aur wazu nahi hoga to hamari
namaz bhi nahi hogi kyun ke Pyare Aqa swallallahu alai hi wasallam
farmate hai ke "Wazu Namaz ki kunji hai aur namaz wazu ki kunji hai"
Miswak kare: Apne dono haton ko pahuncho (Wrist) tak dhone ke bad 3
martaba Miswak kare,Insha-Allaah azzawajal miswak ka tarikha aur uske
sunnatein wazu ka topic khatam hone ke bad bataya jayega, Miswak karne
ke bad 3 martaba garare ke sath
Kulli Karen: kulli kare aur aap Roze ki halath mein ho tho garare ke
sath na kare balke sirf kulli kare,agar roze ke halath mein nahi hai
tho garare ke sath hi kulli kare kyun ki garare ke sath kulli karna ye
bhi mere Pyare Aqa swallallahu alai hi wa sallam ki pyari sunnath hai.
Naak Saaf Karen: Apne naak ke naram haddi tak 3 martaba pani chadaye
aur uske bad naak saaf kare,naak saaf karne ka tarikha ye hai ke apni
bayen(left) haath ki kiri (choti) ungli le kar phele naak ki dayen
(Right) taraf saaf kare aur phir bayen(left) taraf apne naak saaf
karlen.
Chehra Dhoyen: Chehra dhone ka tarikha ye hai ke, phele ek martaba
hateinliyon mein pani leker apni peshani ki jagah se bhahaye aur
achche tarikhe se mal lein(lagadle) phir 2 martaba aur usi tarikhe se
pani bhahaye aur achhi tarah chehra mal lein. Pyare Aqa swallallahu
alai hi wa sallam ke pyare dewano,jab ham chehera dhote hai to ye
ahtiyath rakhkhe ki abro bhi bhigna chayiye aur ankh ke palkhe aur
palkhon ke upar wala hissa her jaga bhigna chayiye warna hamara wazu
nahi hoga isiliye jab aap chehera dhote hai to achchi tarikhe se mal
lein, aur chehera dhone ke bad apne dadi(beard) ka khilal karen. Dadi
ka khilal karne ka tarikha ye hai ke phele apne aage ke janib pani
bhahaye, phir daayen (right) janib aur phir bayen(left) janib bhahaye
aur pani bhahakar acchi tarikhe se lagadlein. Is baat ka khas khayal
rakhkhe ke dadi ke balon ki jad tak pani pahunche 
Haath Dhoyen: 3 martaba apne dono hathon ko koniyoun sameth dhoye.
Phele sidha(right) hath dhoye aur phir bayen(left). Jab aap sidha
(right) hath dhote hai to phele ek martaba pani bhahaye aur apne hath
ko acche tarikhe se ragadle(malle) aur phir 2 martaba pani bhahaye aur
phir usi tarha bayan hath dhoye,phele ek martaba pani bhahaker acche
tarikhe se apne hath ko ragadle,phir 2 martaba pani bhahaye,ye tha
hathon ko dhone ka tarikha,apne dono haton ko dhone ke bad pure sarka
masa kare
Sar ka Masa Karna: Pehle apne haton mein pani le lein aur apne dono
haton ko teen hisson mein baant lein.
Pehla hissa Kiri (Choti) Ungali, beech wali ungali aur
ungoothi wali ungali, in teen ungaliyon ko ek hissen mein baant lein.
Dusra hissa apni shahadath ki ungali
Teesra hissa apna Ungootha.
Iske baad sar ka Masa karen. pehle apne haton ke pehle hisse se (Teen
Ungaliyon se) apne sar ke uper ke hisse ko (Jahan se bal shuru hote
hein) peeche tak mal lein. phir apni hatheliyon se sar ke dono side ke
balon ko peeche se lekar aage tak malein. Uske baad Dusra hisse
(Shahadath ki Ungali) se apne kanorn ke ander saaf karen. Phir teesra
Hisse(Anghootthe) se apne kaan ke uper masa karen aur akhir apne
hatheliyon ki peet se (back side of your Palm) gale ke pichle hisse ka
masa karen.
<!—Responsive4 -->
Pair Dhoyen: Donu pairo ko takhno sameth dhoye, phele sidha (right)
pair dhoye aur phir bayan(left) pair dhoye. Jab ap sidha(right) pair
dhote hai tho pair ke ungaliyoun ka khilal is tarah karen ke apni
bayean(left) haath ki kiri(choti) ungli leker pair ki har ungli ke
darmiyan 3-3 bar khilal karen (Pair ki choti ungli(kiri ungli) se
shuru karte huea tarteeb se unghootthe per khatam karen). Aur usi
tarha apna bayen(left) pair ko bhi dhoye (Bayen pair ke anghootthe se
shuru karte huea tarteeb se choti ungli per khatam karen).Aur jab aap
pair dhote hai to ye zyada ahtiyath rakhkhe ke pair ke talwe ko bhi
pani pahunchna chayiye aur agar apke pairon ki yediyean phati hai
(yani krack pade hoo) to achche tarha se ragad kar pani bahaye agar
waha pani nahi pahuncha tho hamara wazu qubul nahi haga. Aur jab wazu
hi qubul nahi hoga to hamari namaz bhi qubul nahi hogi.
NOTE: jab aap wazu me pair dhote hai to sirf bayen(left) hath istemal
kare, sida(right) hath istemal na kare kyun ki woh makrooh hai

Donu pair ko dholene ke baad apne donu hathon ko pahunchotak dhoye aur
qibla rookh hoker kalmaye shahadath pade(2 kalma).

Kalmaye Shahadath:"Ash hadu An laa iIlaaha illallaahu Wahdahuu Laa
Sharikalahuu Wa Ashhadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasooluhu"

Ye hai wazu ka mukamal tarikha
Please Note: Uper bataye tarike mein kisi tarah ki galati, ya khami,
ya chook ho gayi ho tho aap please hamein batayen. Ta'aki kisi se
galati na ho.


Dua hai ki Rabbe qadir hamein aur aapko sunnaton per amal karte huea
mukammal tarike se Wazu karne ki taufiq ada farmaye (Ameen)

Search Terms 
get an auto insurance quote online 
insurance quotes auto online 
quote on car insurance online 
online quotes for auto insurance 
get online auto insurance quote 
auto ins quotes online 
massachusetts auto insurance 
need auto insurance quotes 
get quote on car 
quotes for auto insurance online 
affordable auto insurance quotes 
insurance quotes for auto 
purchase auto insurance 
massachusetts car insurance 
auto insurance companies quotes 
car insurance ny 
car and auto insurance quotes 
top auto insurance 
where can i get car insurance 
car insurance estimate online 
buy auto insurance 
estimate car insurance quote 
car insurance quotes near me 
insurance quotes auto 
insurance quote on new car 
insurance quotes car insurance 
ins quote car 
car insurance quotes without a car 
car insurance chicago 
online quote insurance car 
quotes on auto insurance 
auto insurance companies online 
get a quote auto insurance 
get auto insurance quote 
i need car insurance quotes 
automobile quotes 
i need a quote on car insurance 
i need a car insurance quote 
find auto insurance 
buy auto insurance online 
nj car insurance 
get auto quote 
quote insurance auto 
car and auto insurance 
lowest car insurance rates 
quote auto insurance 
instant auto insurance 
auto insurance quotes comparison 
insurance quote on car 
good car insurance 
auto insurance quotes 
automotive insurance quotes 
automobile insurance quotes 
get car quotes online 
texas auto insurance 
get an auto insurance quote 
get auto insurance quotes online 
get a quote for car insurance online 
get car insurance online 
texas car insurance 
free car insurance quotes 
instant online auto insurance quote 
affordable car insurance 
new jersey car insurance 
get a quote on car insurance online 
get quote on car insurance 
online auto quotes 
auto insurance 
auto and home insurance 
how to get car insurance 
quote my car insurance 
auto insurance estimate 
general liability insurance 
best car insurance rates 
quotes for insurance for auto 
compare auto insurance quotes 
inexpensive auto insurance 
get auto insurance 
auto quote insurance 
quotes on car insurance 
auto insurance comparison quotes 
low rate auto insurance 
different car insurance quotes 
low rate car insurance 
find auto insurance quotes 
auto insurance deals 
best auto insurance quotes 
auto insurance discounts 
get a quote insurance car 
lowest auto insurance rates 
auto insurance policies 
personal auto insurance 
full coverage car insurance 
home owners insurance 
low car insurance quotes 
auto insurance companies 
insurance for auto 
best auto insurance rates 
auto insurance leads 
instant car insurance quote
5 times prayer time 
jummah prayer rakats sunni 
islam times of prayer 
jummah prayer time near me 
mosque times 
friday sms prayers 
islam jummah 
how to perform jummah prayer 
nun's prayer 
iftar time 2016 
friday in islam 
islamic prayer times boston 
nunc dimittis prayer 
friday salat time 
dhuhr namaz time 
muslim prayer hours 
maghrib prayer timings 
islam friday prayer times 
athan timings 
jummah prayer rakats 
5 islamic prayers 
prayer mosque 
how to pray jummah 
jummah 
fairfax prayer times 
namaz prayer timings 
juma islam 
5 prayers of islam 
what time friday prayers 
friday mosque prayer 
rakats in juma prayer 
asr timings 
time of maghrib prayer 
jummah prayer steps 
5 times namaz timings 
muslim daily prayer 
the lord's prayer 
friday namaz time 
prayer for strength 
what time maghrib prayer 
jummah prayer near me 
prayer times jummah 
how to pray jummah prayer 
prayer times info 
prayer hours islam 
jumma prayer 
fajr salaat time 
muslim prayer on friday 
azan time maghrib 
friday church service 
glory be prayer 
congregational prayer in islam 
prayer of jabez 
jummah sunnah 
morning muslim prayer 
what time maghrib 
muslim prayer leader 
dhuhr prayer 
st anthony prayer 
time fajr prayer 
lords prayer 
asr prayer timings 
friday morning prayer 
congregational prayer meaning 
prayer time friday 
jumuah 
jummah salah time 
prayer time asar 
friday jummah prayer time 
what time jummah prayer 
a muslim prayer 
morning prayer islam 
mosque prayer 
the muslim prayer 
zuhr namaz time 
boston prayer times 
how to pray jummah prayer at home 
friday mosque time 
friday prayer near me 
london islamic prayer times 
goodnight prayer 
friday prayer in islam 
time for fajr 
istikhara prayer 
time of isha prayer 
prayer for friday morning 
morning prayer islam time 
zuhr namaz 
mosque call to prayer times 
good night prayer 
miracle prayer 
fajr salah time 
serenity prayer 
prayer of muslim 
prayer to st jude 
what time for prayer 
five times prayer 
asr prayer 
5 muslim prayers 
prayer for peace


Ghusl in Islam in Hindi Ghusl Me Farz Ghusl ki Kisme Wajib Ghusl

Assalamoalaikum  Aj Sb Se Pehle Kuch Jankari Gusul Ke Talluk Se Lete Hai.  🌹 Hamare Aaqa Sarkar-E-Do Aalam Sallallaho Alaihi Wasallam N...